• youreads puanı (7.00)


  1. shaam sawere teri yaadein aati hain
    aake dil ko mere yu tadpati hain
    o sanam mohabbat ki kasam,

    milke bichad na to dastoor ho gaya
    yadoon mein teri majboor hogaya
    o sanam teri yadoon ki kasam

    samjhe zamaana ke dil he khilona
    jaana hai ab kya hai dil ka lagana
    nazroon se ab na humko girana
    mar bhi gaye toh bhul na jaana.

    ankhon mein bassee ho
    par door ho kaheen
    dil ke kareeb ho
    yeh mujhko hai yakeen
    o sanam tere pyar ki kasam.

    pyaar ke safar mein
    aadhi dhoop chaav hai,
    manzil na jane meri kis gaon hain,
    o sanam chale jane ki kasam.